Ye chamak, ye damak, phulwan ma mahak
Sab kuch, sarkar, tumhai se hai
(Sab kuch, sarkar, tumhai se hai)
Ithla ke pawan choome saiyyan ke charan
Bagiyan ma bahaar tumhai se hai
(Bagiyan ma bahaar tumhai se hai)
Tu hi mora sajan, main hoon tohri
Ab laaj, balam, rakhiyo mori
(Ab laaj, balam, rakhiyo mori)
Tu hi mora sajan, main hoon tohri
Ab laaj, balam, rakhiyo mori
Chaahe it jaaun, chaahe ut jaaun
Chaahe it jaaun, chaahe ut jaaun
Mere dil ko pyaar tumhai se hai
(Sab kuch, sarkar, tumhai se hai)
Kahe jogan thaam tohri bahiyaan
Tum jaanat ho sab kuch, saiyyan
(Tum jaanat ho sab kuch, saiyyan)
Kahe jogan thaam tohri bahiyaan
Tum jaanat ho sab kuch, saiyyan
Tohri preet mein roop yeh dhaar liya
Tohri preet mein roop yeh dhaar liya
Yeh banaav-shringaar tumhai se hai
(Sab kuch, sarkar, tumhai se hai)
Main toh bhool gayi kuch bhi kehna
Tohri preet mein rovat hain naina
(Tohri preet mein rovat hain naina)
Main toh bhool gayi kuch bhi kehna
Tohri preet mein rovat hain naina
Rag-rag mein basi hai preet tohri
Rag-rag mein basi hai preet tohri
Akhiyan mein khumaar tumhai se hai
(Sab kuch, sarkar, tumhai se hai)
Mera dil le lo, meri jaan le lo
Mera tan le lo, mera mann le lo
(Mera tan le lo, mera mann le lo)
Mera dil le lo, meri jaan le lo
Mera tan le lo, mera mann le lo
Mere ishq ko nisbat hai tumse
Mere ishq ko nisbat hai tumse
Jeevan shringaar tumhai se hai
(Sab kuch, sarkar, tumhai se hai)
Ye chamak, ye damak, phulwan ma mahak
Sab kuch, sarkar, tumhai se hai
(Sab kuch, sarkar, tumhai se hai)
Ithla ke pawan choome saiyyan ke charan
Bagiyan ma bahaar tumhai se hai
(Bagiyan ma bahaar tumhai se hai)
(Sab kuch, sarkar, tumhai se hai)
(Sab kuch, sarkar, tumhai se hai)
(Tumhai se hai, tumhai se hai)