Ek tere bharose zinda hoon, iss dil ne tujhe pukara hai
Haar ke aaya tere dar pe, haare ka tu hi sahara hai
Ab koi nahi mera tere siva, bas tu hi mera sahara hai
Main taras gaya tere darshan ko, mere naino ka tu hi nazara hai
Meri dhadkan ki raftaar hai tu, mera saanson mein tu hi behta hai
Saari umar kate meri Khatu mein, mera dil yeh mujhse kehta hai
Mera baba Khatu wala, saare jag ka tu rakhwala
Tere dar pe khaali jholi laya hoon
Meri duniya ko roshan kar, mere baba, tu itna kar
Tere dar pe khaali jholi laya hoon
Shyam-shyam, mere shyam-shyam
Mere shyam-shyam, mere shyam
Shyam-shyam, mere shyam-shyam
Mere shyam-shyam, mere shyam
Ye kashti meri majhdhar mein hai, ek teri ummeed pe thehra hoon
Tu paar laga de naiya ko, main kewat anpadh thehra hoon
Ye kashti meri majhdhar mein hai, ek teri ummeed pe thehra hoon
Tu paar laga de naiya ko, main kewat anpadh thehra hoon
(Main kewat anpadh thehra hoon)
Mera baba Khatu wala, saare jag ka tu rakhwala
Tere dar pe khaali jholi laya hoon
Meri duniya ko roshan kar, mere baba, tu itna kar
Tere dar pe khaali jholi laya hoon
Shyam-shyam, mere shyam-shyam
Mere shyam-shyam, mere shyam
Shyam-shyam, mere shyam-shyam
Mere shyam-shyam, mere shyam
Iss duniya ka tu maalik hai, kuch aur na chahoon main, baba
Mere dil mein aa ke bas ja tu, itna hi chahoon main, baba
Iss duniya ka tu maalik hai, kuch aur na chahoon main, baba
Mere dil mein aa ke bas ja tu, itna hi chahoon main, baba
(Itna hi chahoon main, baba)