Tera yaar hoon main female version lyrics

Lyrics & meaning

Tera Yaar Hoon Main – Female Version

GenrePop

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Tu jo rootha toh kaun hansega?
Tu jo chhoota toh kaun rahega?
Tu chup hai toh yeh darr lagta hai
Apna mujhko ko ab kaun kahega

Tu hi wajah, tere bina
Bewajah, bekaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main

Tu jo rootha toh kaun hansega?
Tu jo chhoota toh kaun rahega?
Tu chup hai toh yeh dar lagta hai
Apna mujhko ko ab kaun kahega?

Tu hi wajah, tere bina
Bewajah, bekaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main

Oh, jaate nahi kahin rishte puraane
Kisi naye ke aa jaane se
Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de
Kyun pareshan hai mere jaane se?

Toota hai toh juda hai kyun?
Meri taraf tu muda hai kyun?
Haq nahi tu yeh kahe
Ki yaar ab hum na rahen

Ek teri yaari ka hi
Saaton janam haqdaar hoon main
Tera yaar hoon main

Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main