woh ladka hai kahan female version lyrics

Lyrics & meaning

Woh Ladka Hai Kahan

GenrePop

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Jise dhoondhti hoon main har kahin
Woh kahin mila mujhe hai nahi
Mujhe jiske pyaar par ho yakeen
Woh ladka hai kahan?

Jise sirf mujhse hi pyaar ho
Jo yeh kehne ko bhi taiyaar ho
“Suno, tum hi mere dildar ho”
Woh ladka hai kahan?

Saamne yeh kaun aaya? Dil mein hui halchal
Dekh ke bas ek hi jhalak ho gaye hum paagal
Saamne yeh kaun aaya? Dil mein hui halchal
Dekh ke bas ek hi jhalak ho gaye hum paagal

Arey, baatein-mulaqatein humse bhi toh hongi
Arey, humse milenge woh aaj nahi toh kal

Saamne yeh kaun aaya? Dil mein hui halchal
Dekh ke bas ek hi jhalak ho gaye hum paagal