samandar saraab lyrics

Lyrics & meaning

Samandar Saraab

GenrePop

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Mujhe baahon mein teri hosh na tha
Zara bezubaan tha main, khamosh na tha

Tinka-tinka sahara chhod ke dil
Tink-tinka sahara chhod ke dil
Jaankar dooba, tera dosh na tha

Ishq jhootha…
Ishq jhootha sahi, behisaab kar do
Phir saare samandar saraab kar do
Phir saare samandar saraab kar do

Oh, meri haalat, sanam, tum kharab kar do
Meri haalat, sanam, tum kharab kar do
Phir saare samandar saraab kar do