sukoon album lyrics

Lyrics & meaning

Tujhe Bhi Chand

Sanjay Leela BhansaliShreya Ghoshal

FromSukoon ReleasedDecember 8, 2022

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Tujhe bhi chand…
Tujhe bhi chand zara sa dikhta hai kya?
Jala sa dikhta hai kya apne ghar se?
Tujhe aasmaan yeh neela dikhta hai kya?
Yeh geela dikhta hai kya apne ghar se?

Yeh teri aankhon mein bhara rehta hai kyun?
Yeh teri raahon mein khada rehta hai kyun?

Inn galiyon mein sukoon bikta hai kya?
Zara sa dikhta hai kya?
Jala sa dikhta hai kya apne ghar se?
Tujhe bhi chand zara sa…

Yeh gehri neend jaga leta hai yoon
Yeh bairi mann ko chhala deta hai yoon

Iss chilman pe bhi rafoo tikta hai kya?
Zara sa dikhta hai kya?
Jala sa dikhta hai kya apne ghar se?
Tujhe bhi chand zara sa…

Tujhe aasmaan yeh neela dikhta hai kya?
Yeh geela dikhta hai kya apne ghar se?
Tujhe bhi chand zara sa…