Bhale roz rulana, hasa bhi dena
Bhale roz rulana, hasa bhi dena
100 dafa rootho toh ek baar mana bhi lena
100 dafa rootho toh ek baar mana bhi lena
Kabhi dil ko dukhana, wafa bhi dena
Kabhi dil ko dukhana, wafa bhi dena
Jo zakham do toh mujhe, yaar, dava bhi dena
Jo zakham do toh mujhe, yaar, dava bhi dena
Dard mera tu hai, dil tujhe chaahta kyun hai?
Yoon hi behtar tha na, tanha kiya kyun aakar?
Haal bura kyun hai? Sab kuch jaanta tu hai
Nahi mudkar aana, tujhe jaana ho agar
Chaahe shartein 100 rakho, dil mein jo aaye karo
Humse door jaana na magar
Chaahe do aansu mujhe, par khushiyan bhi karo
Mere naam thodi, humsafar
Kya zyada maangte hain
Bas itna chaahte hain
Nazar chaahe churana, mila bhi lena
Nazar chaahe churana, mila bhi lena
Kabhi dil todna pade toh wajah bhi dena
Kabhi dil todna pade toh wajah bhi dena
Balayein do toh mujhe dua bhi dena
Balayein do toh mujhe dua bhi dena
Chhupa lo jo bhi, magar aa ke bata bhi dena