Aisa Banna Sawarna Mubarak Tumhen Lyrics

Lyrics & meaning

Aisa Banna Sawarna Mubarak Tumhen

Anjum Hussain

ReleasedJune 22, 2023 GenreWorldwide

About this song

Aaine Ki Nazar Lag Na Jaye Kahin Lyrics

Aisa Banna Sawarna Mubarak Tumhen is a captivating Urdu Worldwide masterpiece, brought to life by the artistic prowess of Anjum Hussain. The lyrics of the song are penned by Hazrat Bedam Shah Warsi, while the production credits go to Kitu Ali Tafu. Aisa Banna Sawarna Mubarak Tumhen was released on June 22, 2023. “Aaine Ki Nazar Lag Na Jaye Kahin Lyrics” has stayed with many, making it a song people naturally come back to again and again. Below, you’ll find the lyrics for Anjum Hussain’s “Aisa Banna Sawarna Mubarak Tumhen”, offering a glimpse into the profound artistry behind the song.

Listen to the complete track on Amazon Music

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Aisa banna-sawarna mubarak tumhein
Kam-se-kam itna kehna humara karo
(Aisa banna-sawarna mubarak tumhein)
(Kam-se-kam itna kehna humara karo)

Aisa banna-sawarna mubarak tumhein
Kam-se-kam itna kehna humara karo

Chaand sharmayega, chaandni raat mein
Yoon na zulfon ko apni sanwara karo

(Aisa banna-sawarna mubarak tumhein)
(Kam-se-kam itna kehna humara karo)
(Aisa banna-sawarna mubarak tumhein)
(Kam-se-kam itna kehna humara karo)

Ye tabassum, ye aariz, ye roshan-jabi
Ye ada, ye nigaahein, ye zulfein haseen
(Ye tabassum, ye aariz, ye roshan-jabi)
(Ye ada, ye nigaahein, ye zulfein haseen)

Aaine ki nazar lag na jaaye kahin
Jaan-e-jaan, apna sadqa utaara karo

(Aisa banna-sawarna mubarak tumhein)
(Kam-se-kam itna kehna humara karo)
(Aisa banna-sawarna mubarak tumhein)
(Kam-se-kam itna kehna humara karo)

Dil toh kya cheez hai, jaan se jaayenge
Maut aane se pehle hi mar jaayenge
(Dil toh kya cheez hai, jaan se jaayenge)
(Maut aane se pehle hi mar jaayenge)

Ye ada dekhne waale lut jaayenge
Yoon na has-has ke, dilbar, ishaara karo

(Aisa banna-sawarna mubarak tumhein)
(Kam-se-kam itna kehna humara karo)
(Aisa banna-sawarna mubarak tumhein)
(Kam-se-kam itna kehna humara karo)

Aisa banna-sawarna mubarak tumhein
Kam-se-kam itna kehna humara karo

Chaand sharmayega, chaandni raat mein
Yoon na zulfon ko apni sanwara karo

(Aisa banna-sawarna mubarak tumhein)
(Kam-se-kam itna kehna humara karo)
(Aisa banna-sawarna mubarak tumhein)
(Kam-se-kam itna kehna humara karo)