Yeh kaisa hai sila jo kabhi na mila?
Ummidon mein bhi dukh hai mila
Socha tha yeh kahunga tujhe
Baatein yeh chhod, dil na tu tod
Tanha duniya mein kyun, duniya mein kyun, duniya mein kyun?
Mujhe lage jaise toota hoon, main rootha hoon, main jhootha hoon
Kabhi tu mujhe samjhe yoon, samjhe yoon, samjhe yoon
Jaise main tera apna hoon, apna hoon, main apna hoon
Jhoothe makaan hain saare bekaar (saare bekaar)
Jab hota hai kaam, karte hain salaam
Teri-meri baatein logon se yeh karte hain hazaar
Phir bhi main kehta hoon yeh, “Easy scene hai, yaar”
Tanha duniya mein kyun, duniya mein kyun, duniya mein kyun?
Mujhe lage jaise toota hoon, main rootha hoon, main jhootha hoon
Kabhi tu mujhe samjhe yoon, samjhe yoon, samjhe yoon
Jaise main tera apna hoon, apna hoon, main apna hoon
Adhoora hai jahan, tu ho ya na yahan