Din mein jitni dafa hum saans lete hain
Usse doguna toh zyada hum gaali dete hain
Behenchod, behenchod, behenchod, behenchod
Gaali nahi hai, doston, yeh toh jazbaat hain mere
Behenchod, behenchod, behenchod, behenchod
Gaali nahi hai, doston, yeh toh jazbaat hain mere
Log kehte humko ganda, gand mein hi kamal khilta hai
Gaali deke humko kaafi sukoon milta hai
Dekhte hi doston ko munh pe gaali aa gayi
Gaali kaafi, par humein toh behenchod bhaa gayi
Yeh gaali national se international banani hai
Behenchod kehte-kehte zindagi bitani hai
Jee-bhar ke jee lo, zindagi ke din bache hain chaar
Warna paanchve din toh maut aa hi jaani hai
Is gaali ki ek khoobi
Ladki bhi de sakti hai, ladka bhi de sakta hai
Daadi bhi de sakti hai, daada bhi de sakta hai
(Chaachi bhi de sakti hai, chaacha bhi de sakta hai)
Is jahaan se hi aaj ho gaye woh laapata
Is jahaan se hi aaj ho gaye woh laapata
Kal jo kehte the ki zindagi-bhar saath hain tere
Behenchod, behenchod, behenchod, behenchod
Gaali nahi hai, doston, yeh toh jazbaat hain mere
Behenchod, behenchod, behenchod, behenchod
Gaali nahi hai, doston, yeh toh jazbaat hain mere
Kabhi-kabhi mere dil mein khayal aata hai
“Gaali dena sahi ya galat?” Yeh sawaal aata hai
Na hi maashooka hai aur na hi saheli koi
Bas apshabd hi hai jo mujhe sambhaal paata hai
July ka mahina, tapak raha paseena
Humein dikhi haseena, lekin woh bhi fansi na
Phir chha gayi udaasi, na khushi rahi zara si
Jinke liye nigaahein yeh thi humari pyaasi
Unhone dekhkar humein nazar-andaaz kar diya
DP dikh rahi thi kal toh block aaj kar diya
Humne unki yaad mein kal khoob pee sharaab
Phir tabiyat jo hui kharab, dhe tatti, dhe pisaab
(Dhe tatti, dhe pisaab, dhe tatti, dhe pisaab)
Ban ja gaali dene wala, gaali sunne wala nahi
Ban ja gaali dene wala, gaali sunne wala nahi
Ab toh faisla yeh haiga dekh haath mein tere
Behenchod, behenchod, behenchod, behenchod
Gaali nahi hai, doston, yeh toh jazbaat hai mere
Behenchod, behenchod, behenchod, behenchod
Gaali nahi hai, doston, yeh toh jazbaat hai mere