
Lyrics & meaning
Phir Mulaaqat
Choose your script
Read the Song Lyrics
To kya hua juda hue?
Magar hai khushi mile to the
To kya hua mude raaste?
Kuch door sang chale to the
Dobaara milenge kisi mod pe
Jo baaki hai wo baat hogi kabhi
Chalo, aaj chalte hain hum
Phir mulaqaat hogi kabhi
Phir mulaqaat hogi kabhi
Juda ho rahe hain qadam
Phir mulaqat hogi kabhi
Dukhaoon main dil jaate-jaate tera
Mera aisa koi iraada nahi
Chupa lunga main hanke aansu mere
Ye teri khushi se to zyada nahi
Jo bichhdein nahin to phir kya maza?
Zaroori hai rahni bhi thodi kami
Nahi hoga kuch bhi khatam
Phir mulaqaat hogi kabhi
Phir mulaqaat hogi kabhi
Juda ho rahe hain qadam
Phir mulaqaat hogi kabhi
Sitaron ki is bheed ko gaur se
Ek aakhiri baar phir dekh lo
Ye jo do alag se hain baithe hue
Ye tum ho, ye main hoon, yahi maan lo
Ye din mein nahin nazar aayenge
Magar kal ko jab raat hogi kabhi
Jo ye roshni hogi kam
Phir mulaqaat hogi kabhi
Phir mulaqaat hogi kabhi
Juda ho rahe hain qadam
Phir mulaqaat hogi kabhi
तो क्या हुआ जुदा हुए?
मगर है ख़ुशी मिले तो थे
तो क्या हुआ मुड़े रास्ते?
कुछ दूर संग चले तो थे
दोबारा मिलेंगे किसी मोड़ पे
जो बाक़ी है वो बात होगी कभी
चलो, आज चलते हैं हम
फिर मुलाक़ात होगी कभी
फिर मुलाक़ात होगी कभी
जुदा हो रहे हैं क़दम
फिर मुलाक़ात होगी कभी
दुखाऊँ मैं दिल जाते-जाते तेरा
मेरा ऐसा कोई इरादा नहीं
छुपा लूँगा मैं हँस के आँसू मेरे
ये तेरी ख़ुशी से तो ज़्यादा नहीं
जो बिछड़ें नहीं तो फिर क्या मज़ा?
ज़रूरी है रहनी भी थोड़ी कमी
नहीं होगा कुछ भी ख़तम
फिर मुलाक़ात होगी कभी
फिर मुलाक़ात होगी कभी
जुदा हो रहे हैं क़दम
फिर मुलाक़ात होगी कभी
सितारों की इस भीड़ को ग़ौर से
एक आख़िरी बार फिर देख लो
ये जो दो अलग से हैं बैठे हुए
ये तुम हो, ये मैं हूँ, यही मान लो
ये दिन में नहीं नज़र आएँगे
मगर कल को जब रात होगी कभी
जो ये रोशनी होगी कम
फिर मुलाक़ात होगी कभी
फिर मुलाक़ात होगी कभी
जुदा हो रहे हैं क़दम
फिर मुलाक़ात होगी कभी
