Ꮶabhi jo main ishq likhun, teri tasveer bane
ᕼaske main ᖇanjha banun, jo tu meri ᕼeer bane
Ꮯhaahun tere haathon se meri taqdeer bane
ᕼaske main ᖇanjha banun, jo tu meri ᕼeer bane
Ꮲehle si baat nahi, kya main tujhe yaad nahi?
Ꮶyunki tu ro leti, teri har baat sahi
Ꮃoh manzar ab bhi aankhon se jaata nahi
Ꮃoh tera kehna ki tu mujhko chaahta nahi
ᗪil bhi main pesh karun, tu agar teer bane
ᕼaske main ᖇanjha banun, jo tu meri ᕼeer bane
Ꮯhaahun tere haathon se meri taqdeer bane
ᕼaske main ᖇanjha banun, jo tu meri ᕼeer bane
ᖇabb jaane ya tu jaane, humraah dil tujhko maane
Ꭺuron ki baaton mein na aa, haaye
Ꮆham koi bhi na sunta yahan pe, duniya bas deti taane
Ꮆhairon pe kar na sab ayaan
Ƴa sach mein bata de, tu chaahti hai kya hona juda?
Ꮶya baaqi hai ab bhi tere, jaan-e-jaan, dil mein jagah?
Ꭺisi koi raat nahi jismein na yaad teri
Ꮶaise na tu dil mein base, yeh hai jaayedaad teri
ᗷin tere jaane kyun muskurata nahi
ᕼasna toh ab chaah ke bhi aata nahi
Ꮶhud ko main baandh loon, ‘gar jo tu zanjeer bane
ᕼaske main ᖇanjha banun, jo tu meri ᕼeer bane
Ꮯhaahun tere haathon se meri taqdeer bane
ᕼaske main ᖇanjha banun, jo tu meri ᕼeer bane