
Choose your script
Read the Song Lyrics
Ab aisa na karo ki dil jud na paaye vaapis
Teri baaton se bikhar jaaun, haan
Khada hoon aaj bhi wahin
Ke dil phir beqaraar hai
Khada hoon aaj bhi wahin
Ke tera intezaar hai
Chhoo lo jo mujhe tum kabhi
Kho na jaaun main raat-din
Nazron mein tum ho base
Keh do jo tum ek baar
Mere ho, bas tum mere…
Haan, ek din kabhi koi jab bhi padhe kahani teri
Lagta mujhe mere naam ka zikr kahin bhi hoga nahi
Khada hoon aaj bhi wahin
Lagi teri hi aas hai
Kaisi hai yeh bebasi?
Yeh kaisi dil ki pyaas hai?
Chhoo lo jo mujhe tum kabhi
Kho na jaaun main raat-din
Nazron mein tum ho base
Keh do jo tum ek baar
Mere ho, bas tum mere
Nazron mein tum ho base
Reh jaunga yoon hi
Bas yoon hi, bas yoon hi…
Meri yeh aankhon mein
Aankhon mein toh dekho
Dekho-dekho kaisi kheenchi lakeerein
Chaahe bhi dil toh bhi na jeete, main is daud mein nahi
Dekho-dekho kaisi baatein yahan ki
Baatein yahi dekhun jahan bhi, main is daur se nahi
अब ऐसा ना करो कि दिल जुड़ ना पाए वापस
तेरी बातों से बिखर जाऊँ, हाँ
खड़ा हूँ आज भी वहीं
कि दिल फिर बेक़रार है
खड़ा हूँ आज भी वहीं
कि तेरा इंतज़ार है
छू लो जो मुझे तुम कभी
खो ना जाऊँ मैं रात-दिन
नज़रों में तुम हो बसे
कह दो जो तुम एक बार
मेरे हो, बस तुम मेरे…
हाँ, एक दिन कभी कोई जब भी पढ़े कहानी तेरी
लगता मुझे मेरे नाम का ज़िक्र कहीं भी होगा नहीं
खड़ा हूँ आज भी वहीं
लगी तेरी ही आस है
कैसी है ये बेबसी?
ये कैसी दिल की प्यास है?
छू लो जो मुझे तुम कभी
खो ना जाऊँ मैं रात-दिन
नज़रों मेरे तुम हो बसे
कह दो जो तुम एक बार
मेरे हो, बस तुम मेरे
नज़रों मेरे तुम हो बसे
रह जाऊँगा यूँ ही
बस यूँ ही, बस यूँ ही…
मेरी ये आँखों में
आँखों में तो देखो
देखो-देखो कैसी खींची लकीरें
चाहे भी दिल तो भी ना जीते, मैं इस दौड़ में नहीं
देखो-देखो कैसी बातें यहाँ की
बातें यही देखूँ जहाँ भी, मैं इस दौर से नहीं
