jaan ban gaye lyrics

Lyrics & meaning

Jaan Ban Gaye

Jubin Nautiyal

FromKhuda Haafiz ReleasedJuly 29, 2020

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Ehsaas ki jo zubaan ban gaye

Ehsaas ki jo zubaan ban gaye
Dil mein mere mehmaan ban gaye

Aap ki taarif mein kya kahein?
Aap humaari jaan ban gaye
Aap humaari jaan ban gaye
Aap hi rab, aap imaan ban gaye
Aap humaari jaan ban gaye

Qismat se humein aap humdum, mil gaye
Jaise ke dua ko alfaaz mil gaye
Socha jo nahi woh haasil ho gaya
Chaahun aur kya ke khuda de ab mujhe?

Rab se mila ek ayaan ban gaye
Khwabon ka mere makaan ban gaye

Aap ki taarif mein kya kahein?
Aap humaari jaan ban gaye
Aap humaari jaan ban gaye
Aap hi rab, aap imaan ban gaye
Aap humaari jaan ban gaye

Deen hai ilaahi, mera maan hai maahi
Main toh sajda karoon unko
Arz rubaai meri, farz davaai meri
Ishq hua mujhko

Deen hai ilaahi, mera maan hai maahi
Main toh sajda karoon unko
Arz rubaai meri, farz davaai meri
Ishq hua mujhko (Aap humaari jaan ban gaye)