Osho Jain

Lyrics & meaning

Kaun Apna

Osho Jain

FromSaar ReleasedOctober 20, 2021

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Har kisi ke mann mein kyun yeh khayal aa gaya?
“Kaun apna hai yahan?” Yeh sawaal chhaa gaya
Beraham duniya itni ho gayi hai kyun?
Bedili hi bedili har jagah hai kyun?
Har kisi ke mann mein kyun yeh khayal aa gaya?
“Kaun apna hai yahan?” Yeh sawaal chhaa gaya

Har kisi se pooch lo unke haalchaal tum
Gham ki sadiyon mein bano khushiyon ka ek saal tum
Khushiyon ka ek saal tum

Har kisi ke mann mein kyun yeh khayal aa gaya?
“Kaun apna hai yahan?” Yeh sawaal chhaa gaya
Beraham duniya itni ho gayi hai kyun?
Bedili hi bedili har jagah hai kyun?
Har kisi ke mann mein kyun yeh khayal aa gaya?
“Kaun apna hai yahan?” Yeh sawaal chhaa gaya

Kyun sawaal chhaa gaya?
Kaun apna hai yahan?
Har kisi ke mann mein kyun
Yeh sawaal chhaa gaya?
Yeh khayal aa gaya
Kaun apna hai yahan?
Har kisi ke mann mein kyun
Yeh sawaal chhaa gaya?