Shaam hote hi tum laut aana
Laut ke phir tum kahin bhi na jaana
Tu hai toh yeh zindagi ek fasana
Dil mein tere ab mera hai thikana
Woh tareefein mann na bhaaye jo bhi tere se na hon
Tu na hove mere saath, na koi pal aisa ho
Chaahe jo bhi ho samaan, bas tum hi dil mein raho
Keh denge jo bhi hai kehna, sunne wale toh bano
Ho sake toh raahon mein tu meri aana
Aake meri neendein bhi tum hi churana
Baatein jo kahi nahi kabhi hain tumse
Aankhon-aankhon mein kehdena humein
Tere hone se dil hua bahaara
Jo nazar mein na tu, na ho guzaara
Hai tasavvur mein tera muskurana
Raas aaye na tera rooth jaana
Kab se main hoon beqaraar
Liye baithe ho jo raaz, ab mujhse kaho
Kar le thoda aitbaar
Keh denge jo bhi hai kehna, sunne wali toh bano
Ho sake toh raahon mein tu meri aana
Aake meri neendein bhi tum hi churana
Baatein jo kahi nahi kabhi hain tumse
Aankhon-aankhon mein kehdena humein
Ho sake toh raahon mein tu meri aana
Aake meri neendein bhi tum hi churana
Baatein jo kahi nahi kabhi hain tumse
Aankhon-aankhon mein kehdena humein
Ho sake toh raahon mein tu meri aana
Aake meri neendein bhi tum hi churana
Baatein jo kahi nahi kabhi hain tumse
Aankhon-aankhon mein kehdena humein
Ho sake toh raahon mein tu meri aana
Aake meri neendein bhi tum hi churana
Baatein jo kahi nahi kabhi hain tumse
Aankhon-aankhon mein kehdena humein
Ho sake toh raahon mein tu meri aana
Aake meri neendein bhi tum hi churana
Baatein jo kahi nahi kabhi hain tumse
Aankhon-aankhon mein kehdena humein
Ho sake toh raahon mein…