Kiska hai yeh tumko intezaar? Main hoon na
Dekho lo idhar toh ek baar, main hoon na

Khamosh kyun ho? Jo bhi kehna hai kaho
Dil chaahe jitna, pyaar utna maang lo
Ho, tumko milega utna pyaar, main hoon na

Kabhi jo tum socho, ki tum yeh dekho
Arey, kitna mujhko tumse pyaar hai
Toh chup mat rehna, yeh mujhse kehna
Arey, koi kya aisa bhi yaar hai?
Dil hi nahi de, jaan bhi de jo tumhein
Dil hi nahi de, jaan bhi de jo tumhein
Ho, toh main kahunga, “Sarkar, main hoon na”
Kiska hai yeh tumko intezaar? Main hoon na
Dekho lo idhar toh ek baar, main hoon na
Khamosh kyun ho? Jo bhi kehna hai kaho
Dil chaahe jitna, pyaar utna maang lo
Ho, tumko milega utna pyaar, main hoon na
Kiska hai yeh tumko intezaar? Main hoon na
Dekho lo idhar toh ek baar, main hoon na
Sa re ga pa ma ga re ga, sa re ga pa ma ga re ga
Sa re ga pa ma ga re ga sa
(Pa-ra-ra-ram, pa-ra-ra-ram, pa-ra-ra-ram, pa-ra-ra-ram)

Kehne ki ho dil mein koi baat, mujhse kaho
Koi pal ho, din ho ya ho raat, mujhse kaho
Koi mushkil, koi pareshaani aaye
Tumhe lage, kuch theek nahi haalaat, mujhse kaho
Koi ho tamanna ya ho koi aarzo
Koi ho tamanna ya ho koi aarzo
Ho, rehna kabhi na beqaraar, main hoon na