King Lyrics

Lyrics & meaning

Maan Meri Jaan

King

FromChampagne Talk ReleasedOctober 12, 2022

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Main teri aankhon mein udaasi kabhi dekh sakta nahi
Tujhe khush main rakhunga, sohneya
Main tere honthon pe khamoshi kabhi dekh sakta nahi
Saari baatein main sununga, sohneya

Tere dil se na kabhi khelunga
Saare raaz apne main tujhko de doonga
Meri jaan, tune mujhko pagal hai kiya
Mera lagda na jiya tere bagair

Tu maan, meri jaan, main tujhe jaane na doonga
Main tujhko apni baahon mein chhupa ke rakhunga
Tu maan, meri jaan, main tujhe jaane na doonga
Main tujhko apni aankhon mein basa ke rakhunga

Tu maan, meri jaan
Tu maan, meri jaan
Tu maan, meri jaan

Main saaya ban ke saath tere rehna chauvi ghante
Main rehna chauvi ghante (tere bina dil lagda nahi)
Main aankhon se chura loon, jaana, tere jo bhi gham the
Haaye, tere jo bhi gham the (tere bina dil lagda nahi)

Meri baahon mein aa ke tu jaana nahi
Aisi rabb se main maangun dua

Tere dil se na kabhi khelunga
Saare raaz apne main tujhko de doonga
Meri jaan, tune mujhko pagal hai kiya
Mera lagda na jiya tere bagair

Tu maan, meri jaan, main tujhe jaane na doonga
Main tujhko apni baahon mein chhupa ke rakhunga
Tu maan, meri jaan, main tujhe jaane na doonga
Main tujhko apni aankhon mein basa ke rakhunga

Tu maan, meri jaan
Tu maan, meri jaan
Tu maan, meri jaan
Maan, meri jaan
Tu maan, meri jaan