Door na jana tu mujhse, door
Haan, door na jana tu mujhse, door
Door na jana tu mujhse, door
Haan, door na jana tu mujhse, door
Haan ji, haan ji, de do mic pe lightup
Hai bolna bahut kuch toh khol li botal
And I swear to God, this ain’t that liquor talk
Mujhe nahi karna flex, par yeh bandi aisi
Gunguna hi deti mere gaane sun ke
Maano ratt ke baithi mere verse yeh saare
Bandi boycut rapper, ispe line hai ladkon ki
Par gaati gaane sirf mere waale
Bhai, sach mein bolun toh yeh bandi set hai
Na yeh phoonke maal aur na yeh karti diet hai
Mera dil bhi dekhe, pooche “kaun hai, bhai?”
Main kehta bhai to bhai, “Yeh tere bhai ki setting hai”
Tere bhai ki setting hai
Tere bhai ki setting hai
Tere bhai ki setting hai
Tujhe dekh ke pighal sa jaata main
Fikar unki jo rahein teri galiyon mein
Haan ji, rehti tu band kamron mein se
Kabhi dekh le khud ko tu sheeshe mein
Haan ji, nazrein utaarti sheeshe se
Aankhein aise jaise kanche aur kanchi hai
Baaki saari ab lagti hain feeki si
Tu hi tu aur tu hi anjeeri si
Rehta tha behka, par tere deewano se darta tha thoda sa
Thoda toh main bhi ab tere deewano se rahata hoon behka
Teri kanche si aankhon mein rehta hoon behka sa
Maharani jaisi tu balkhaati jaati hai
Maharani jaisi tu na mujhe samajh mein aati hai
Aana-jaana laga rehta, aana-jaana laga rehta
Aana-jaana laga rehta, aana-jaana…
Aana-jaana laga rehta, aana-jaana laga rehta
Aana-jaana laga rehta, aana-jaana laga rehta
Yon aankhi teri chupdi ma chhod ke chan-baan
Doobi-doobi aankhyon maa teri ve jaali shaam
Nau tero, gaun tero pata nahi, bas yaad
Mitain maya ki chhaya teri, tu chhai meri baan
Haan, likh doon char lakh kisse us raat pe
Jis raat ke deewane main aur mera dil
Tere peeche main Ghalib, ghatiya plan yeh
Aaj ki saajish mere car ki, haan ji
Par in usoolon ka main ban chuka qaatil
In usoolon ki hai khud se jaan li, haan ji
Tu jaanti hai kyun? Naam tera jaanta nahi
Jaanna hoon chahta, lekin pooch nahi paata
Shit, jaanta nahi kyun
Yeh pyaar tha ya moh? I’m confused
Jo line aaj kar rhyme raha
Kari na mehsoos tujhe dekhne se pehle
Aur dekhe bina shayad fir na ho paaye mehsoos
Yeh nasha tujhe dekhne se faile
Tabhi yaad teri jaam samajh
Tohfa sa ek rakhun tujhe chhupa ke mehfooz
Ab tu pyaar de ya jaan le
Mujhe sab hai qubool, mujhe sab hai qubool
Door na jana tu mujhse, door
Haan, door na jana tu mujhse, door
Door na jana tu mujhse, door
Haan, door na jana tu mujhse, door
(Fir na milegi tu)
(Na mujhe milti hai tu)
Hello, hello, mic check, check, check, check
Meri aankhein tujhe karne lagi hain check
Teri baatein mujhe karne lagi hain stress
Kamar teri, oh, baby, karne lagi impress
Guess we’ll have sex while we’re tryna make it out
Have fun, make chill and try to figure out
Samajh na sake mujhe koi bhi yahan pe
Bina chune how the fuck pura luta jahan ne mujhe
Qasmon mein, wadon mein jaane ka shauq nahi hai
Karmo mein jaadu dekha tabhi peeche hum hi hain
Tere shagird bane, hazir hue, Ghalib bane, zaalim hue
Haal-e-dil ke qaatil hue, waajib si baaton se hi maalik hue
Maharani, tere aadi hue, maharani, tere hum aadi hue
Bolya ve kyun tere piche ni main pagal pe gyun?
Bolya ve kyun tere piche ni main pagal pe gyun?
Aana-jaana laga rehta, aana-jaana laga rehta
Aana-jaana laga rehta, aana-jaana…
Bolya ve kyun tere piche ni main pagal pe gyun?
Bolya ve kyun tere piche ni main pagal pe gyun?
Maharani jaisi tu balkhaati jaati hai
Maharani jaisi tu na mujhe samajh mein aati hai
Maharani jad tu, maharani jad tu…
Maharani jaisi tu balkhaati jaati hai
Maharani jaisi tu na mujhe samajh mein aati hai
Maharani jad tu, maharani jad tu…
Bolya ve kyun tere piche ni main pagal pe gyun?
Bolya ve kyun tere piche ni main pagal pe gyun?
Aana-jaana laga rehta, aana-jaana laga rehta
Aana-jaana laga rehta, aana-jaana laga rehta