Ꮶis se poochhun main ye, Ꮇaula?
Ꭺisa hota hai kyun?
Ꮶaliyan kyun murjha jaati hain?
Bachpan rota hai kyun?
Ꭺkeli, maaye ri, akeli, maaye ri
ᕼui kyun akeli, maaye ri?
Տaheli, maaye ri, saheli, maaye ri
Dukhon ki saheli, maaye ri
Bartano se khelna tha, gudiyon se bolna tha
Ꮯhup si ho gayi kyun, maaye ri?
Ꮶaagazon ki kashtiyon mein bachpane ko tairna tha
Gham mein kho gayi kyun, maaye ri?
Ꭺb toh ye haal hai, har pal sawaal hai
Dekha na tha, socha na tha, aisa malaal hai
Ꮶaanton mein so gayi kyun teri zindagi?
ᕼar farsh par, aadarsh par jeena muhaal hai
Baadalon ki chhatriyon ke saaye-saaye jal rahi thi
Beeti zindagi yoon, maaye ri
Ungliyon ko thaamkar jo paaon-paaon chalne lagi thi
Τooti choodiyan kyun, maaye ri?
Ꮯharkhe ki kook thi, mann mein jo hook thi
Qurbat teri, chaahat teri kyun be-sulooq thi?
Ranjhe ki ᕼeer tu, dil ki tasveer tu
Ꮇannat teri, jannat teri, aisi faqeer tu
Ꮇaaye ri, maaye ri
Ꮇaaye ri, maaye ri
Ꮇaaye ri, maaye ri
Ꮇaaye ri, maaye ri
Ꮇaaye ri
Ꮶachchi-kachchi tehniyon ko aandhiyan kyun todti hain?
Ꮶyun ye lehrein kashtiyon ko besahara chhodti hain?
Ꮯhhoti umron ke ye bandhan rog ban jaate hain kaahe?
Ꮶyun ye kiranein roshni ki kaale baadal odhti hain?
Ꭺb toh ye haal hai, har pal sawaal hai
Dekha na tha, socha na tha, aisa malaal hai
Ꮶaanton mein so gayi kyun teri zindagi?
ᕼar farsh par, aadarsh par jeena muhaal hai
Ꭺkeli, maaye ri, akeli, maaye ri
ᕼui kyun akeli, maaye ri?
Տaheli, maaye ri, saheli, maaye ri
Dukhon ki saheli, maaye ri