Na hota pyaar toh shayad khush’haal hi rehte
Na thakta, “Aaja wapas,” main toh yeh kehte-kehte
Tune socha na ek baar, karta tha kitna pyaar
Haan, socha na ek baar, karta tha kitna pyaar
Ab shaam hui jo haathon mein hum jaam le baithe (Jaam le baithe)
Tere haste hue chehre pe hum jaan de baithe
Pyaar ke badle dil pe zakhm ke nishan le baithe
Tere haste hue chehre pe hum jaan de baithe
Pyaar ke badle dil pe zakhm ke nishan le baithe
Jaan de baithe, zakhm ke nishan le baithe
Jaan de baithe, zakhm ke nishan le baithe
(S-S-S-Sdee Music)
Bera sab kuch hai, tu chhori thi naadaan si
Mannai kari ummid na kade vi tere jaan ki
Arey, koi na, koi na, koi na
Yaadan ne tu yaad karke vi kade royi na
Tannai toh main khoya hoon, mannai vi tu khoyi na
Kari bahut koshish, tu par meri hoyi na
Soyi na tu raataan ne, mannai sab bera hai
Ismein koi shak na, dil aaj vi tera hai
(Ismein koi shak na, dil aaj vi tera hai)
Aath saal ka tha pyaar, tannai second’an mein rol diya
Mhara koi future na, has ke nyoo bol diya
Tere tai toh jaan vaare, tha yo chhora Heer ka
Jisne yo dil cheera, tera hi toh teer tha
Tu bhi toh jee rahi hai, hum bhi nyoo jee lyaange
Yaad aayi teri toh yaaraan gailyaan jee lyaange
Yo hi toh farak hove chhori aur chhoran mein
Chhori confuse rahe kaale aur goraan mein
(Chhori confuse rahe kaale aur…)
Main sochun baar-baar, saara din, saari raat
Kyun kiye the saare vaade lekar haathon mein haath
Ab rab se hai guhaar, use wapas bhej de, yaar
Ya jaan nikal jaaye meri yoon hi baithe-baithe
(Yoon hi baithe-baithe)
Tere haste huye chehre pe hum jaan de baithe
Pyaar ke badle dil pe zakhm ke nishan le baithe
Tere haste huye chehre pe hum jaan de baithe
Pyaar ke badle dil pe zakhm ke nishan le baithe
Mere pyaar ko woh zid samajh baithe
Ab kaise samjhaaun unhein
Ke zid hoti toh kab ke poori kar chuke hote
Zid hoti toh kab ke poori kar chuke hote
Warna yoon unke pyaar mein marte thodi na rehte
Yoon unke pyaar mein marte thodi na rehte