Raat Mujhe Kyun Jaane Lage Lyrics

Lyrics & meaning

Raat Bhar

Arijit SinghShreya Ghoshal

FromHeropanti (Original Motion Picture Soundtrack) ReleasedApril 29, 2014

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Aa raat-bhar, aa raat-bhar
Jaayein na ghar, jaayein na ghar

Aa raat-bhar, aa raat-bhar
Jaayein na ghar, jaayein na ghar
Hai saath tu, kya hai fikar?
Jaayein na ghar, aa raat-bhar

Jaayein jahan, jahan, jahan dil kare
Jaane kahan, kahan, kahan phir milein
Is raat mein beete umar, saari umar

Aa raat-bhar, aa raat-bhar
Jaayein na ghar, jaayein na ghar

Raat mujhe kyun jaane lage new
Kehti hai, “Khud ko badal de tu”

Ho, raat mujhe kyun jaane lage new
Kehti hai, “Khud ko badal de tu”
Chand ko chakh le, taaron ko pee le
Aaja na, thoda sa ji le tu

Toh chal chalein, giren, paden, uthen, uden
Aa, tujhko laga doon mere par
Is raat mein beete umar, saari umar

Aa raat-bhar (aa raat-bhar)
Aa raat-bhar (aa raat-bhar)
Jaayein na ghar (jaayein na ghar)
Aa raat-bhar

Namkeeniyan hain, nazdeekiyaan hain
Rang hi rang hain nazaaron mein

Haan, namkeeniyan hain, nazdeekiyaan hain
Rang hi rang hain nazaaron mein
Hasne lagi hoon, fasne lagi hoon
Armaan dil mein hazaaron hain

Toh paar de sabhi hadden
Gale lagein, kabhi bhi nahi hone dein seher
Is raat mein beete umar, saari umar

Aa raat-bhar, aa raat-bhar
Jaayein na ghar, aa raat-bhar

Aa raat-bhar, aa raat-bhar
Jaayein na ghar, jaayein na ghar