Mujhe lagta tha nashe mein tujhe bhool jaunga

Tu aur yaad aayi toh laga aisa nahi karte
Tu aur sharab, dono ek jaise ho
Dono nasha karte hain, wafa nahi karte
Baharon ki rut hai, phir bhi mere…
Baharon ki rut hai, phir bhi mere baag ka phool murjhaya hua hai
Sharab peete-peete jiske haath kaanpte ho
Oh, yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai

Hum peete nahi hain, pilaai gayi
Ab tak na woh bhulai gayi
Jo kabron pe baith ke shayari kare
Woh zakhmon ne shayar banaya hua hai
Sharab peete-peete jiske haath kaanpte ho
Oh, yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai
Mere yaar, peete-peete jiske haath kaanpte ho

Ho, maine bhijwai usey jhoothi khabar
Ki duniya se door main pakka hua
Oh, maine bhijwai usey jhoothi khabar
Ki duniya se door main pakka hua
Ho, tujhpe jo marta tha, mar gaya Jaani
Tumne kaha, “Chalo achha hua”
Ho, logo ko dekha, dafnate hain log
Ho, maine mujhe dafnaya hua hai
Sharab peete-peete jiske haath kaanpte ho
Oh, yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai
Mere yaar, peete-peete jiske haath kaanpte ho
Oh, yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai
Hai Rab yahan toh baat kare
Ho, mujhse kabhi mulaqat kare
Hai Rab yahan toh baat kare
Mujhse kabhi mulaqat kare
Toote dilon ko jode nahin
Kaise woh din ko raat kare?
Main sach bolun Rab yahan hai hi nahi
Bas logon ne paagal banaya hua hai
Sharab peete-peete jiske haath kaanpte ho
Oh, yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai
Mere yaar, peete-peete jiske haath kaanpte ho
Oh, yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai
Main paagal hoon, aur bahut paagal
Main paagal hoon, aur bahut paagal
Par yeh bhi baat hai ke dil sachcha hai
Chheen toh leta tujhko sar-e-aam main
Par masla yeh ke shauhar tera aadmi achchha hai