Rab ki qawwali hai ishq koi
Dil ki Diwali hai ishq koi
Mehki si pyaali hai ishq koi
Subah ki laali hai ishq
Girta sa jharna hai ishq koi
Uthta sa kalma hai ishq koi
Saanson mein lipta hai ishq koi
Aankhon mein dikhta hai ishq
Mere dil ko tu jaan se juda kar de
Yoon bas tu mujhko fana kar de
Mera haal tu, meri chaal tu, bas kar de aashiqana
Tere vaaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana, mera ishq sufiyana
Tere vaaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana, mera ishq sufiyana
Rab ki qawwali hai ishq koi
Dil ki Diwali hai ishq koi
Mehki si pyaali hai ishq koi
Subah ki laali hai ishq
Ishq, ishq, ishq, ishq
Ishq, ishq, ishq, ishq
Ishq, ishq, ishq, ishq
Ishq, ishq
Sochun tujhe toh hai subah, sochun tujhe toh shaam hai
Ho, manzilon pe ab toh meri ek hi tera naam hai
Tere aag mein hi jal ke, koyale se heera ban ke
Khwabon se aage chal ke hai tujhe batana
Tere vaaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana, mera ishq sufiyana
Tere vaaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana, mera ishq sufiyana
Saath-saath chalte-chalte haath chhoot jayenge
Aisi raahon mein milo na
Baatein-baatein karte-karte raat jayegi
Aisi raaton mein milo na
Kya hum hain? Kya rab hai?
Jahan tu hai, wahin sab hai
Tere lab mile, mere lab khile
Ab door kya hai jaana?
Tere vaaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana, mera ishq sufiyana
Tere vaaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana, mera ishq sufiyana
Rab ki qawwali hai ishq koi
Dil ki Diwali hai ishq koi
Mehki si pyaali hai ishq koi
Subah ki laali hai ishq
Mere dil ko tu jaan se juda kar de
Yoon bas tu mujhko fana kar de
Mera haal tu, meri chaal tu, bas kar de aashiqana
Tere vaaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana, mera ishq sufiyana
Tere vaaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana, mera ishq sufiyana