Ho, tohra saajan aayo tohre des
Badli badra, badla saavan
Badla jag ne bhes re
Tohra saajan aayo tohre des
Soi-soi palkon pe chal ke
Mere sapno ki khidki pe aa gaya
Aate-jaate phir mere dil ke
In haathon mein woh khat pakda gaya
Pyaar ka, lafzon mein rang hai pyaar ka
Bahara-bahara, hua dil pehli baar ve
Bahara-bahara, ke chain toh hua faraar ve
Bahara-bahara, hua dil pehli-pehli baar ve
Ho, tohra saajan aayo tohre des
Badli badra, badla saavan
Badla jag ne bhes re
Tohra saajan aayo tohre des
Woh kabhi dikhe zameen pe, kabhi woh chaand pe
Yeh nazar kahe use yahan main rakh loon baandh ke ek saans mein
Dhadkano ke paas mein
Haan, paas mein ghar banayein, haay, bhoolein yeh jahan
Bahara-bahara, hua dil pehli baar ve
Bahara-bahara, ke chain toh hua faraar ve
Bahara-bahara, hua dil pehli-pehli baar ve
Preet mein tohri, oh-ri, sanwariya
Payal jaise chhanke bijuriya
Chham-chham naache tan pe badariya, ho
Baadaliya, tu barse ghana
Jo yeh badliyan woh chhed de toh chhalkein baarishein
Woh de aahatein qareeb se toh bolein khwahishein
Ke aajkal zindagi har ek pal
Har ek pal se chaahe, haaye, jiska dil hua