subah ko aankh khulte lyrics

Lyrics & meaning

Aisay Kaisay

Hasan Raheem

GenrePop

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Aankhon mein meri tujhe saadgi na dikhe
Aise kaise, meri jaana?
Yeh saari baatein jo adhoori si rakhi thi
Sun raha hai ab zamaana

Subah ko aankh khulte yaad tera aana
Yeh kaisa maajra hai, jaana?
Adayein teri woh jo dil ko chhoo gayi thi
Kabhi na kuch bhi main kaha na

Kabhi na kuch bhi main kaha na
Kabhi na kuch bhi main kaha na

Labon pe mere yeh kahani, daastaan toh hai purani
Saath hum rahenge, yeh ummid karke baithe the
Daga ke iss pahaad mein baja raha guitar main

Munh mod ke jo tu mujhse hai yoon chali
Mil gaya mujhe bahaana
Yeh saari baatein jo adhoori si rakhi thi
Sun raha hai ab zamaana

Sunega ab yeh zamaana
Sunega ab yeh zamaana
Sunega…
Sunega ab yeh zamaana