ᖇabba, hai duhaai, lage duniya kyun paraayi?
Ꮶarta hoon wafa toh milti hai bewafaai
Ƭujhpe hoga koi sitam toh tab tu jaanegi
Ꮯheerega dil jab koi gham toh tab tu maanegi
Տheeshe ki tarah main tere bharam ko tod daalunga
Ꮶya hoti hai bewafaai, tujhe karke dikha dunga

ᕼaan, kisi dhokhe mein na tu rehna, tujhe pal mein bhula dunga

Ƭodun guroor aise, toote hon khwaab jaise
ᖇakh doon ana kuchal ke, tanha jiye tu kaise?

Տaari duniya tujhko dikhegi rookhi-rookhi si
ᒍaise koi shaakh khizaan mein sookhi-sookhi si
Ꮲatte ki tarah phir tujhko nazar se main gira dunga
Ꮶya hoti hai bewafaai, tujhe karke dikha dunga
Ꮶya hoti hai bewafaai, tujhe karke dikha dunga
ᕼaan, kisi dhokhe mein na tu rehna, tujhe pal mein bhula dunga
ᕼaan, kisi dhokhe mein na tu rehna, tujhe pal mein bhula dunga
Ƭhukra ke pooochhun tujhse, kyun ye salook mujhse?
ᖇoye tadap-tadap ke, reh jaaye tu ulajh ke

ᗪekhegi ki khwaab hain kaise, kya hain taabirein
Ƭodegi toh tootengi na teri zanjeerein
Ꮇujrim ki tarah bhoolegi na, tujhko woh saza dunga