Wo Bhi Apne Na Hue Lyrics

Lyrics & meaning

Unke Andaz E Karam

Hassan Ali

ReleasedJuly 2, 2023 GenreWorldwide

About this song

Wo Bhi Apne Na Hue Lyrics

Unke Andaz E Karam is a captivating Urdu Worldwide masterpiece, brought to life by the artistic prowess of Hassan Ali. The lyrics of the song are penned by Pir Naseeruddin Naseer, while the production credits go to Kitu Ali Tafu. Unke Andaz E Karam was released on July 2, 2023. “Wo Bhi Apne Na Hue Lyrics” has stayed with many, making it a song people naturally come back to again and again. Below, you’ll find the lyrics for Hassan Ali’s “Unke Andaz E Karam”, offering a glimpse into the profound artistry behind the song.

Listen to the complete track on Amazon Music

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Unke andaaz-e-karam, unpe woh aana, haan, dil ka

Unke andaaz-e-karam, unpe woh aana dil ka

Aaye woh waqt, woh baatein, woh zamana, haan, dil ka

Unke andaaz-e-karam, unke andaz-e-karam
Unke andaaz-e-karam, unke andaz-e-karam

Woh bhi apne na hue, dil bhi gaya haathon se

Aise aane se toh behtar tha na aana, haan, dil ka
Aise aane se toh behtar tha na aana, haan, dil ka
Unke andaaz-e-karam, unpe woh aana, haan, dil ka

Na suna usne tawajjo se fasana dil ka
Na suna usne tawajjo se fasana dil ka

Umr guzri hai, magar dard na jaana, haan, dil ka

Unke andaaz-e-karam, unke andaaz-e-karam

Unki mehfil mein ‘Naseer,’ unke tabassum ki qasam

Dekhte reh gaye hum haath se jaana, haan, dil ka
Dekhte reh gaye hum haath se jaana, haan, dil ka
Unke andaaz-e-karam, unpe woh aana, haan, dil ka
Unke andaaz-e-karam, unpe woh aana, haan, dil ka

Unke andaaz-e-karam, unpe woh aana dil ka
Unke andaaz-e-karam, unpe woh aana dil ka
Aaye woh waqt, woh baatein, woh zamana, haan, dil ka
Aaye woh waqt, woh baatein, woh zamana, haan, dil ka

Unke andaaz-e-karam, unke andaaz-e-karam
Unke andaaz-e-karam, unke andaaz-e-karam

Karam-karam, karam-karam
Karam-karam, karam-karam
Karam-karam, karam-karam
Karam, unke andaaz-e-karam
Unke andaaz-e-karam
Unpe woh aana, haan, dil ka