Aankh micholi karte, ab aankh bhigoyi
Tab ja ke baat na koyi kare, bas yaad mein soyi
Yeh meri aarzu, main kaise maan loon
Ke pyaar yeh tera tha dil pe mere kartoos?
Aankh micholi karte, ab aankh bhigoyi
Tab ja ke baat na koyi kare, bas yaad mein soyi
Yeh meri aarzu, main kaise maan loon
Ke pyaar yeh tera tha dil pe mere kartoos?
Le chale mujhe kahin, havaon ne baatein bhi chhup ke kahi
Raasta khojta firoon yahin, hain dooriyan badhi chali
Sanam, humsafar main tera tha, par iss safar mein ab hum hi nahi
Dil ke tahkhaane mein teri hi yaadein bhatak ke rah gayi
Chaaht thi bahut, par rahat thi uski gehrayi mein jahan yeh kashti doobi
Ab dono ka ghut raha dam toh saansein chhod ke jaati rahi
Milenge wahin pe, jahan pe kahin na aasmaan-zameen
Shayad main rahunga bhaura jo khoje kali, par woh mili nahi
Aankh micholi karte, ab aankh bhigoyi
Tab ja ke baat na koyi kare, bas yaad mein soyi
Yeh meri aarzu, main kaise maan loon
Ke pyaar yeh tera tha dil pe mere kartoos?
Aankh micholi karte, ab aankh bhigoyi
Tab ja ke baat na koyi kare, bas yaad mein soyi
Yeh meri aarzu, main kaise maan loon
Ke pyaar yeh tera tha dil pe mere kartoos?
Badli hava ki hai rukh, mann mein sawaal aur main chup
Jo hum lafzon ko uglein labon se kagaz pe yoon
Likhti thi saansein meri, ab saazishein kare tu
Ya yeh mera bas bhram, tha main tera har-dam
Hosh bhi kho baitha main, hai yeh nasha ya hai gham?
Panno ko paltun jab bhi, zakham bhi thooke marham
Chori se wapas aao, ab bhi main chaahun yahi
Woh mujhse ja chuki door, main jaana chaahun wahin