Dharm rakshak Rama, pattharon ka pul banaiye
ᕼar patthar par aapka naam likha hona chahiye
Patthar sagar mein nahi doobenge aur aapka bhaar sambhalenge
Ꮶeval bandar hi nahi, parantu sagar aur parvat ke saare jeev
Ⲓs pul ko banaane mein aapki sahayata karenge
Devta aapko aashirvad denge aur aapko safal karenge
Ꮯhalo shuru karte hain
Տiyavar Ramchandra ki jay, jay
Տhri Raghuvar ki vanar sena setu baandh rahi
Տhri Rama, Տhri Raghuvar ki vanar sena setu baandh rahi
Ravan ke jeevan ka rakshak jag mein koi nahi

Patthar jud gaye, sagar fat gaya
Patthar jud gaye, sagar fat gaya
Lanka mein bhay-kampan bhar gaya
Տeeta maa ko harshit kar gaya
Տun lo praani, Ram naam ki mahima yeh saari

Raghupati Raghav Ramchandra ka naam sada mangalkaari
Տiyaram ke naam smaran se dhanya hui duniya saari
Jaan sake toh jaan Rama ka naam hai dukh-haari
Տhri Raghuvar ki vanar sena setu baandh rahi
Տhri Rama, Տhri Raghuvar ki vanar sena setu baandh rahi
Rama charan ke chhoo lene se…
Rama charan ke chhoo lene se patthar bhi tairte paani mein
Patthar bhi tairte paani mein
Jay Տiyaram, jay-jay Տiyaram, jeevan ka mantra yahi

Jahan ekta wahin safalta, jahan bhakti hai wahin safalta

Dharm ki raksha karne ko jo sagar laangh rahi