Tere pyaar mein, tere pyaar mein
Dil Chaahta hai bas bheege, bheege, bheege
Yaar, nashe mein tere, yaar, pada jo ek baar
Zamaane ke nashe sabhi puraane ho gaye
Saath, tu na ho mere saath toh guzre na raat
Deewane ke rozaana ke bahaane ho gaye
Tere jism ke har inch pe
Meri har nazar fida hai
Thi talab mujhe ek jaam ki
Mila poora maiqada hai
Tere pyaar mein, tere pyaar mein
Dil chaahta hai bas bheege
Tere pyaar mein, tere pyaar mein
Dua maangta hai
Bas bheege, bheege, bheege
Bheege, bheege, bheege
Bheege, bheege, bheege
Bheege, bheege, bheege
Faqat yeh nahi, jaana, jismon ki dillagi
Havaale tere kar di hai ab zindagi
Yaar, asal mein hai pyaar, hua jo iss baar
Toh dil ke iraade sufiyane ho gaye
Saath, tu na ho mere saath toh guzre na raat
Deewane ke rozaana ke bahaane ho gaye
Ab umr-bhar tere ishq ka
Mujhe karna haq ada hai
Thi talab mujhe ek jaam ki
Mila poora maiqada hai
Tere pyaar mein, tere pyaar mein
Dil chaahta hai bas bheege
Tere pyaar mein, tere pyaar mein
Dua maangta hai
Bas bheege, bheege, bheege
Tu tabahi meri
Chain bhi mera tu hi re
Tu dava dil ki
Marz bhi dil ka tu hi re
Chal bheegein, bheegein, bheegein, bheegein itna
Bheege, bheege abhi nahi jitna
Bheegein, bheegein bheegein utna re
Tere pyaar mein, tere pyaar mein
Dil chaahta hai bas bheege
Tere pyaar mein, tere pyaar mein
Dua maangta hai bas bheege
Tere pyaar mein, tere pyaar mein
Dil chaahta hai bas bheege
Tere pyaar mein, tere pyaar mein
Dua maangta hai
Bas bheege, bheege, bheege
Bheege, bheege, bheege
Bheege, bheege, bheege
Bheege, bheege, bheege
Bheege, bheege, bheege