Main garmiyon ka din koi, tere liye har pal jaloon
Tu sardiyon ki shaam hai, paaun tujhe toh main dhaloon
Hoon zakhm-zakhm main, aur marhamo si tu
De-de mujhe tu sukoon
Tu jo mili, sahara sa mujhko mila
Dooba tha main, kinara sa mujhko mila
Tu jo mili, sahara sa mujhko mila
Dooba tha main, kinara sa mujhko mila
Mujhko mila, mujhko mila
Bin tere main zindagi ke aaine mein kitna tha adhoora
Khud ko tujhse jod ke jo maine dekha toh laga hoon poora
Mmm, main tha jo bhi, na tha woh bhi, ab hoon jo bhi shukriya hai tera
Pathron mein yeh khuda sa dhoondhne ka nazariya hai tera
Na shaksh main, na shakshiyat, barson se hoon benaam sa
Banjaron sa firta hoon main, ban ja tu ghar ka pata
Hoon dard-dard main, aur hai dava si tu
De-de mujhe tu sukoon
Tu jo mili, sahara sa mujhko mila
Dooba tha main, kinara sa mujhko mila
Tu jo mili, sahara sa mujhko mila
Dooba tha main, kinara sa mujhko mila
Mujhko mila, mujhko mila