Aage jaaun aate hue lamhon se kaise?
Roke koi chalti hui saanson ko jaise
Aage jaaun aate hue lamhon se kaise?
Roke koi chalti hui saanson ko jaise
Rabba, koi mera na raha
Kaisi hai yeh jeene ki saza?
Mera dil hai poochta, “Kyun hai manzil laapta?”
Main na jaanu kya mujhse hui hai khata
Mera dil hai poochta, “Kyun hai manzil laapta?”
Main na jaanu kya mujhse hui hai khata
Gardish hai koi, kya jaane kahan le jaaye
Jaana toh hoga, taqdeer jahan le jaaye
Khaai hai aisi haalaat ki thokar maine
Seene se jaise woh kheech ke jaan le jaaye
Rabba, koi mera na raha
Kaisi hai yeh jeene ki saza?
Mera dil hai poochta, “Kyun hai manzil laapta?”
Main na jaanu kya mujhse hui hai khata
Mera dil hai poochta, “Kyun hai manzil laapta?”
Main na jaanu kya mujhse hui hai khata
Jisne bhi rulaya tha usko rulaati
Aisi kismat kab thi ke dhoka na khaati
Jo bhi mujhpe guzri, kaise main bataati?
Sunne wala milta toh usey sunaati